Thursday, July 1, 2010

HINDI CUTE / TEXT MESSAGES

*****************
Gam ki aahat na aaye tere dar par
pyar ke samander ka tum bhi ek kinara ho
bhool se jo tapke teri aankhon say moti
thame wohi jo tumhe sabse pyara ho
*****************
Ek tanha raatme aapki yaad aayi
Tanhai mitaneko humne aag sulgai
Pata nahi kaise qayamat ho gayi
Ke dhuone bhi aapki tasvir banayi�
*****************
waqt guzrega hum bikhar jayenge
kaun jane ke hum kidhar jayenge
hum apki prchayi hain yaad rakhna
jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
*****************
Every tear is a sign of brokenness
every silence is sign of lonliness
every smile is sign of kindness
every sms is sign of remembrance
*****************
pucha jo maine unse ki
chand nikalta hai kis taraf
julfo ko rukh pe daak k
jhatka diya ki yun.
*****************
Suno! yaqeen ki manzilon pe
na ab thehre aisa koi to ho
Pahchaan tumhari bas itni kaafi
Tum hi se mile they,tum hi to ho..
*****************
Teray narm din say parey parey teri garam raat kay us taraf
Meri kainaat hunoot hai teri kainaat kay us taraf
Main to dhund aur dhu'ain main hon ksi tang o tarek kuain main hon
Mujhay dekhnay nahin day raha koi haadsaat kay us taraf.
*****************
Jaagti Raat Ke Honton Ke Fasane Jese
Ek Pal Main Simat Aye Hon Zamane Jese
Aqal Kahti Hay Bhula Do Jo Nahe Mil Paya
Dil Wo Paghal Ke Koi Baat Na Maane Jese.
*****************
Yeh dunia ik khwabon ki zameen ha
Yahan sab kuch hai aur kuch bhi nahin ha
Tere chone se pehle wehma tha
Mujhe ab apne hone ka yaqeen ha..
*****************
Teri Ankhon K Haseen Jaal Me Aa Jaon Ga Main
Mujh Ko Lagta Hai Teri Chaal Me Aa Jao Ga Main
Zindagi Baad Tere Hona Thi Mushkil Lekin
Ye Na Socha Tha K Is Haal Me Aa Jao Ga Main..
*****************
HUmaray Safar Mein hUmaray Saath Bas Diljalii Sii Fiza Nahien
Kuch TiShnagii Kii Sa'atien Kuch UdaasiyOn Kay Lamhay Bhi hAin
hUmein RozGaar e Hyaat Nay Kaii MajbOoriyon Mein Jakar Diya
So Yeh WajOod tO Apni Jaga Sahi Par Zindgii Say Gillay Bhi hAin
*****************
Log kehtay hein kay khuwabon ki haqiqat kia hay
Har haqiqat ka tassawar hay meray khuwabon say
Chaand taaron ko tu choro yeh zameen bhi kia hay
Ek insan nikal jata hay jab dhatooN say
*****************
Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lagay
Koi Achha Bhi Is Qadar Na Lagay
Aap Ko Dekha Hai Bas Us Nazar Say
Jis Nazar Say Aap Ko Nazar Na Lagay
*****************
Woh Keh Gaye Ki Mera Intezaar Mat Karna
Main Kahu Bhi To Muj Pe Aitbaar Mat Karna
Wo Kehte hai Ke Mujhe Tumse Mohabaat Nahi
Par Tum Kisi Aur Se Pyaar Mat Karna..
*****************
ashk jab apni aankh mein aya sari kahani khatam hoe
tum ne jab ehsaas dilaya sari kahani khatam hoe
tum he nahi ho dushman apnay , hum bhi hein kuch esay he
hm ne khud jab dill ko jalaya , sari kahani khatam hoe
*****************

0 comments:

Post a Comment

 
Powered by Blogger