*******************
Unhain yeh shikwa hai k hum unhain yad karte hi nahi, per unhain ye kaun samjaye k hum unhe yad kaise kare jinhe hum bholte hi nahi.
*****************
Kash Tum BAKRI Hoti, Main Tum Ko Ghass Khilata Aur Pyar Se Tumhare Seengh Pakarta Aur Puchta Pagal Kon? Tum Ya Main ? Or Tum Pyar Se Bolti, Main Main..
*****************
Jo nazar se guzar jaya karte hain Woh sitare aksar toot jaya karte hain Kuch log dard ko bayaan nahi karte Bus chup chap bikhar jaya karte hain
*****************
NEW STYLE OF FLIRTING:
Boy to a girl: Ap meri pehli biwi ki tarah lag rahi hain
Girl: Apki kitni biwiyan hain?
Boy: Ek bhi nahi
*****************
Teray liye chand taray tor doon
In hawaon ka rukh mor doon
Itna kafi hai ya do char jhoot aur bol doon.
*****************
Sapano Ki Baarat Thi
Vo Mere Saath Thi
Halki Si Barsaat Thi
Tabhi Ek Awaaj Aai
Subah Ho gai Mamu
*****************
Aap ek Mobile ki tarah ho, khwab mein atey ho SMS ki tarah
Dil mein bas jatay ho Ring Tone ki tarah; Mohabbat aapki ha
Network ki tarah, hum ko bhool na jaana Balance ki tarah.
*****************
Tajmahal ki imarat her aashiq ko mohabbat ki misaal nazar aati ha.
Main kis kis ke liye taj banwaun mujhe to her ladki mumtaz nazar aati ha..
*****************
Phir kahin dor se ik bar sada do mujko
Meri tanhai ka ehsas dila do mujko
Tum to chand ho tumhein meri zarorat kya
Me to pyaasa hon
Pepsi he pila do mujhkoo.
*****************
Jo nazar se guzar jaya karte hain
Woh sitare aksar toot jaya karte hain
Kuch log dard ko bayaan nahi karte
Bus chup chap bikhar jaya karte hain.
*****************
Kiss kisi ki mahphil me
Kiss kisi ne kiss kisi ko kiss kiya.
Ek hum hai jisne her kiss ko miss kiya
Aur ek aap hai jisne har miss ko kiss kiya.
*****************
Jaane yeh kaisa naata ha
bas tera naam hi aata hai zubaan par
din ya raat me, le ke tera haath haath mein
rahunga tere saath saath main.
*****************
Phulon se khoobsurat koi nahi.
Sagar se gahara koi nahi.
Aab aapki kya tarif karu
Dost me aap jaisa
Nalayak koi nahi!
*****************
Pather ki deewaar na tori
pyar bhara dil tor dia
ek rupee ki khatir
tumne SMS karna chor dia
*****************
ab tumhy dekhu my dil start flying
Tumse baat kare tho I keep trying
Jab thu door jaye I feel like crying
Are itna tension math lo I was joking.

0 comments:
Post a Comment