*****************
Jise dil diya woh dilli chali gayi,
jise pyar kiya woh italy chali gayi,
dil ne kaha khud kushi(sucide) kar le jalim,
bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi
*****************
Jo sagar ne kaha lehron se,
Jo ped ne kaha patto se,
Jo phoolon ne kaha kaliyon se,
wohi main tumhe kehta hum,
Aey Chal Chal Hawa Aane De
*****************
*jo meri ankhon se khowab dekho
to ek shab bhi na so sako ge
laakh chaho na hans sako ge
hazar chaho na ro sako
*****************
Teray Firaaq K Lamhay Shumaar Kartay Huwaye
Bikhar Chalay Hayn Tera Entizaar Kartay Huwaye
Toh Mayn Bhi Khush Hun Koe Uss Se Ja Keh Dena
Agar Woh Khush Hay Mujhay Be-Qaraar Kartay Huwaye
*****************
Baandh Layn Haath Pe , Seenay pe Sajaa Layn TUM ko
Jee Mein Aata hay k Taveez Bana Layn TUM ko
Phir Tumhayn Roz Sanwaarayn , Tumhayn Barhta Daykhayn
Kiyun Na Aangan Mayn Chanbaili Sa Laga Layn TUM ko
*****************
Wo husn-e-mujasim' kamal us ki ankhen
Sarape-e-muhabat' jamal us ki ankhen
Main jab bhi koi sawal us say pochun
Mujhy roz deti hen taal' uss ki ankhen
*****************
Kya Yeh Pyaar Ka Ehsaas Ha
Mere Dilko Ab Who Laga Raha Khaas Ha
Gunjti Hai Har Pal Uski Aawaz Mere Kaano Me
Uski Boli Me Hi Kuch Aisi Mithaas Ha
*****************
Tu Is Qadar Mujhe Apnay Qareeb Lagta Ha
Tujhe Alag Se Jo Sochun Toh, Ajeeb Lagta Ha..
*****************
Safar mohabt ka dushwar
kitna hy,
Magr dekhna hy k koi
wafadar kitna hy.
Yahi soch k usy kbi manga
nahi me ne
Usy prakhna hy k wo mera
talbgar kitna ha.
*****************
Pucho na us kagaz se,jis pe hum dil ke bayan likhte hain.
Tanhayino me beeti baate tamam likhte hain
Wo Kalam bhi dewani ho gayi
jis se hum AAP ka Naam likhte hain.
*****************
Tere Naam Ki Thi Jo Roshni Usey Khud Tu Ne Bujha Diya
Jissko Jala Saki Thi Na Dhoop Usey Chandni Ne Jala Diya
May Ho Gardisho Ka Maara Howa Mujhey Ab Apni Khabar Nahi
Wo Jo Shakhs Tha Mera Rehnuma Usey Rastoo Main Ganwaa Diya
*****************
Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye GumaaN Baaqi Ha
Aaney Ka Kisi Shakhs Ke Abhi ImkaaN Baaqi Ha
Muddat Hoyi Ek Shakhs Ko Bichrey Lekin
Aaj Tak Merey Dil Pe Ek NishaaN Baaqi Ha
*****************
Hum tere sath chalenge tu chale na chale
tera har dard sahenge tu kahe ya na kahe
hum chahte hai ki tum sada khush raho
hum chahe rahe ya na rahe..
*****************
mohabbat ki shama jala ke to dekho
zara dil ki duniya saja ke to dekho
tumhe ho naa jaye mohabbat to kehna
zara humse nazrain mila kar to dekho
*****************
Phool ki shuruvat kali se hoti ha
Zindagi ki shuruvat pyar se hoti ha
Pyar ki shuruvat apno se hoti ha
aur apno ki shuruvat aapse hoti ha..

0 comments:
Post a Comment