Thursday, July 1, 2010

HINDI SMS / TEXT MESSAGES

*****************
Koi dikha ke roe,koi chupake roe,
hame rulane wale hame rulake roe,
marane ka maja to tab hai yaro jab,
kaatil bhi janaaje pe aake roe.
*****************
Socha tha na karenge kisi se dosti,
na karenge kisi se vaada,
par kya kare dost mila itna pyara ki karna pada dosti
ka vaada
*****************
.If love is sweet why does it hurt,
if love is deep why does it burn,
if love is warm why do we shiver,
if love is tender why do we cry,
if love is forever why do we die
*****************
Samja do apni yado ko
wo bin bulaye pas aaya karti hai
aap to dur rehkar satate ho magar
wo pas aakar rulaya karti hai
*****************
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata
lehro se pani ko hataya nahi jata
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne
kisi ko kehkar apna banaya nahi ja
*****************
Zindagii kii baat sun kar kyaa kahein
Ek tamannaa thii taqaazaa ban gai ha.
*****************
Meri chahat apnay dil main
Khuch is tahra chupa lo
Dakha karo khud KO mujh main
Mujh KO Aaina bana lo..
*****************
Bichar gaya ha to us ka saath kya mangoun
Zara se umr ha gham se nijaat kya mangou
wo saath hota tu hoti zaroratain bhe bohat
Akeli zaat k liye kainaat kia mangoun.
*****************
Teri saanson ki thakaan, teri nigahon ka sukoot
Dar haqeeqat koi rangeen shararat hi na ho
Mein jissay pyar ka andaz samajh baitha hoon
Woh tabasum, woh takallum teri aadat hi na ho.
*****************
Gul gaye, gulsun gaye
gayi tumhari hoton ki lali
chord do meraa picha
hogayi tum bacho wali
*****************
Nishana jo le wo survir
Nishane pe lag jaye wo teer
Dil me jo utar jaye wo Tasvir
Aap jaise dosto ka sath mil jaye woh Taqdir.
*****************
Na toy yaadon ko yaad rakhtey han.
Na hi sapnon ko saath rakhtey han.
Hum toy buss unko yaad raktey han.
Jo hamein dil ke pass rakhtey han.
*****************
10 sAl kA ek bachA barI talInatA ke sAth
ek pustak parh rahA tha, jiska shirShaak thA,
bachcho kA lAlan-pAlan kasy kare?"
bachche kI mAA ne dekhA to hairAnI se pUChHa-
"tU ye kitAAb kyon parh rahA hai?"
bachchA- "mai jananA chAhatA huN k merA
lAlan-pAlan Thek se ho rahA hai yA nai."
*****************
Mitii ka jsm ley ky pani ky ghar mey hun
Manzil hy mout mari hr pal safar mey hun
Hona hy qatl yh malum hai mujy,
Lakin kh�br nhi kis kis ke n�z�r me hun
*****************
Deepak Kee Roshnee Mithaiyon Kee Mithaas
patakhon Kee Bochaar Dan Daan Kee Barsat
her Pal Her Din Ap ke Liye
laye Danteras Kaa Tayohar
*****************
Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta,
Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki
us ke bina jiya nahi ja sakta.
*****************
Dostee ik sahil hei tufaano key liye,
Dostee ik aina hei armaano key liye,
Dostee ik mehfil hai anjaaano key liye,
Dostee ik khawaahish hain ap jaisey dost ko paane key liye !!
*****************
PIYAAR KERNAY WAALON KEE KISMAT KHARAB HOTEE HAI,
HAR WAKT INTEHAA KI GHADDI SAATH HOTEE HAI,
WAKT MILE TO RISHTO KEE KITAAB KHOL KE DEKHLENA,
DOSTEE HAR RISHTEY SE LAAJAWAAB HOTEE HAI
*****************

0 comments:

Post a Comment

 
Powered by Blogger