Thursday, July 1, 2010

HINDI MISSING YOU / TEXT MESSAGES

*****************
Sapne ki tarah aakar chale gaye
Gamon ki neend sulakar chale gaye.
Kis bhool ki saza di humko
Pehle hansaya
Fir rulakar chale gaye!!
*****************
Kab tak khud ko rok payegi
Bina mere woh na reh payegi.
Main bas junga uski yaado mein iss tarah
Ki phir woh doosro ko yaad karna bhool jayegi.
*****************
Meri khushi lelo, Mera chain-o-aman lelo,
Ab kuch nahi bacha mere paas tumhe dene k liye,
Ho sake to ye do gaz zameen aur ye kafan bhi le lo..
*****************
I miss you.
I miss your warm eyes,
the way you listen and care.
I miss your kisses
and all that we shar
*****************
Dunia Ne Hum Pey Jab Koi Ilzaam Rakh Dia
Hum Ney Muqabil Is Ke Tera Naam Rakh Dia
Ek Khaas Had Pe Aa Gai Jab Teri Bey`Rukhi
Naam Uska Hum Ney Gardish-e-Aayaam Rakh Dia
*****************
Khowaab Ki Tarah Bikhar Jaane Ko Jee Chahata Ha
Aisii Tanhaai Ke Mar Jaane Ko Jee Chahata Ha
Ghar Ki Wahashat Se Larazta Hun Magar Jaane Kyon
Shaam Hoti Hai To Ghar Jaane Ko Jee Chahata Ha
*****************
Bhuly se Kabhi HaMe To Yaad Kiya Karo
Pyar Nahi To Shikayat Hi Kiya Karo
Itna Bhi Gair Na SaMjho Ke Baat Hi Na Kiya Karo
Call Nahi To SMS Hi Kiya Karo
*****************
woh jo harf harf chiraaG tha
usay kis hawa ne bujha diiya
kabhi lab hilein gey to poochna
abhii kya kahein abhii kya sunein
yunhii khuwahishon k fishaar mein
kabhii be'sabab kabhii be'khalal
kahan kon kis se bichaR gya
kise kis ne kaise gaNwa diiya
kabhi phir milein gey to poochna
*****************
YUN DOOR RAHKAR, DURIYON KO BADHAYA NAHI KARTy
APNE DEEWANO KO IS TARHA SATAYA NAHI KARTy
HAR WAQT JINHE AAPKA KHAYAL REHTA HA
UNHE APNI AAWAZ KE LIYE YUN TARSAYA NAHI KARTy
*****************
Ager Zindagi mai judai na hoti
To kabhi kisi ki yaad aai na hoti
Sath hi guzarta her lamha to shayed
Rishton mai yeh gehrai na hoti..
*****************
Dil ki halat kisi se kahi nahi jati
Dil ki halat aab humse sahi nahi jati
Tadapti toh hogi woh bhi meri tarha
Warna yoon kisi ki yaad har pal nhi aati.
*****************
Kaun kehta hai ki hum majboor ha
Pyaar karte hai kya hua agar door ha
Log pass reh kar bhi pyaar ko nahi samajhte
Aur ek hum hai ke door reh kar bhi pyaar se bharpor ha
*****************
Kab tak khud ko rok payegi
Bina mere woh na reh payegi
Main bas junga uski yaado mein iss tarah
Ki phir woh doosro ko yaad karna bhool jayegi.
*****************
Aankhon ki berukhi acchi nahi hoti
Yaaron se doori achhi nahi hoti
Kabhi kabhi mila kariye hamse
har waqt SMS se baat puri nahi hoti..
*****************

0 comments:

Post a Comment

 
Powered by Blogger