Thursday, July 1, 2010

HINDI FRIENDSHIP / TEXT MESSAGES

*****************
Ek hasi jo hasa de,
Ek ansu jo rula de,
Ek arzu jo jaga de,
Ek chahat jo samjh le,
Her ahat jo jaan le,
Usi rishte ka naam hai 'DOSTI'
*****************
Zindagi mein hamesha naye dost milenge,
kahi zyada to kahin kum milenge.
Aitbaar zara soch kar karna,
mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.
*****************
suna hai aap dosto ki jaan hai,
sms se aapki pechaan hai,
udaas chero ki aas hai,
tabhi to aap ek dost khaas hai.
*****************
Dil mei basa hai pyaar tera
Aankho mei basi hai tasavir teri
Jab bhi aati hai yaad teri
Ham dekhte hai: TOM AND JERRY.
*****************
Akaash ke taaron mein khoya hai jahan saara
lagta hai pyara ek ek taara
In taaron mein sabse pyara hai ek sitara
jo is waqt padh raha hai SMS hamara.
*****************
Koshish Kijiye Hame Yaad Karne Ki
Lamhe To Apne Aap Hi Mil Jayenge
Tamanna Kijiye Hame Milne Ki
Bahane To Apne Aap Hi Mil Jayenge.
*****************
Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga.
*****************
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari
Ab tumse kya chhupaana
Tum hi toh ho jaan hamaari..
*****************
Kisi Se Baat Karna Bolna Achcha Nahi Lagta
Tujhe Dekha Hai Jab Se Dusra Achcha Nahi Lagta
Teri Ankhon Me Jab Se Mai Ne Apna Aks Dekha Ha
Mere Chahre Ko Koi Aaina Achcha Nahi Lagta
*****************
Duniya ki lahar hai dosti
Dalti sham ka khula aasman hai dosti
Jinko samajh me aa jaye to vah malamal
Varna bina iske bilkul kangal hai dosti...
*****************
Paani ki tarah hamare arman beh gae
uske chale jaane k baad hum akele reh gye
chahte the jise hum jaan se b zyada
wo chahte nahi hume sareaam keh Gaye..
*****************
tuje bina dekhe tasvir bana dungi
tuje bina milee tera haal bata dungi
he itna dum meri dosti main k
apni aakh ka aasun teri ankh se gira dungii
*****************
Kabhi dost kehte ho
kabhi dua dete ho
kabhi bewaqt neend se jaga dete ho
par jab bhi sms karte ho
khuda kasam..saare gham bhula dete ho..
*****************
Dosti toh sirf ek ittefaaq ha
Yeh toh dilon ki mulaakaat ha
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat ha
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat ha..
*****************
Nigahein aapki pehchan hai hamari
Muskurahat aapki shan hai hamari
Rakhna hifazat se tum apne apko
Kyon ki DOSTI apki jaan hai hamari.
*****************

0 comments:

Post a Comment

 
Powered by Blogger