*****************
uss dil ko darya kehte hain
jiss main kholoos o mohabbat rehte hain
hazaroon dukh per jayen phir bhir
khushi khushi esay sehte hain
*****************
Phool bankar muskarana zindagi
muskarake gum bhulana zindagi
jeet kar koi khush ho to kya hua
haar kar khushiya manana bhi zindagi
*****************
Usko Chaha Bhi To Iqrar Na Karna Aaya
Kat Gayi Umer,Humein Pyar Na Karna Aaya
Usne Manga Bhi to humse Judai Mangi
Aur Ek Hum Thay K Inkaar Na Karna Aaya
*****************
Give laugh to all but smile to one,
Give cheeks to all but lips to one,
Give love to all but Heart to one,
Let everybody love you
But you love one.
*****************
I have a heart and that is true,
But now it has gone from me to you,
So care for it just like I do,
Cause I have no heart and you have two.
*****************
Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera
Izhaar e mohabaat karne to bahot baar socha maine
Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera.
*****************
Meri zindgi hi mujhe azaab lage
aankh me ashkon ka sailaab lage
tere husn ka sani duniya me nahi koi
chehra tera mujhe khilta gulaab lage
kya zarurat hai tumhe parde ki
tere qesu hi sanam tera naqaab lage.
*****************
Ham aksar ye samajhte hain
Jise ham piyar karte hain
Use ham bhool jate hain
Magar aisa nahi hota
Muhabbat daimi sach ha
Muhabbat Tehar Jati Ha..
*****************
Faisla Ye To Karo Waqt-e-Safar Se Pehle
Aao Ge Shaam Se Pehle Ke Sahar Se Pehle
Husn Taqseem Kia Jaye Kidher Se Pehle
Her Taraf Se Ye Sadaa Aaee Idher Se Pehle
*****************
Kya Yeh Pyaar Ka Ehsaas Ha
Mere Dilko Ab Who Laga Raha Khaas Ha
Gunjti Hai Har Pal Uski Aawaz Mere Kaano Me
Uski Boli Me Hi Kuch Aisi Mithaas Ha
*****************
Ye mere waste ezaz bhi,in'aam bhi ha
aap k chahne walon me mera naam bhi ha
Hum se duniya me wafaon ka chalan aam hua
bewafai ka ham hi par,magar ilzaam bhi ha
*****************
Koi mera bhi to ho saath nibahane ke liye
Mujhe mange khuda se apne banane ke liye
Mere aanso meri palkon se churane ke liye
Bas wohi ho mujhe seene se lagane ke liye.
*****************
Badalna aata nahi humko mausamo ki tarah
Har ek roop main tera intezar karte hain
Na tum sameet sakogi jise qayamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.
*****************
Maine usse ek ishara kiya Usne salaam likh ke bheja.
Maine pucha tumhara naam kya hai?
Usne chand likh ke bheja.
Maine pucha tumhe kya chahiye?
Usne saara aasmaan likh ke bheja.
*****************
Woh mil jatey hain kahani bankar
Dil mein bas jatey hain nishani bankar
Jinhe hum rakhte hain apni aakhon main
Kyun nikal jatey hain woh pani bankar.
*****************
Usko Chaha Bhi To Iqrar Na Karna Aaya
Kat Gayi Umer,Humein Pyar Na Karna Aaya
Usne Manga Bhi to humse Judai Mangi
Aur Ek Hum Thay K Inkaar Na Karna Aaya
*****************
Koi na melay to kismat se gila nhi kerty
akSer log mil ker bhi mila nhi kerty
har shaakh par bahaar aati hy Zaror
par har shaakh par phool khila nhi kerty
*****************
Ikrar main shabdon ki ahmiyat nahi hoti,
Dil k jazbat ki awaz nahi hoti
Ankhen biyan kar daiti hain dil ki dastan,
Mohabbat lafzon ki mohtaj nahi hoti
*****************
jiss main kholoos o mohabbat rehte hain
hazaroon dukh per jayen phir bhir
khushi khushi esay sehte hain
*****************
Phool bankar muskarana zindagi
muskarake gum bhulana zindagi
jeet kar koi khush ho to kya hua
haar kar khushiya manana bhi zindagi
*****************
Usko Chaha Bhi To Iqrar Na Karna Aaya
Kat Gayi Umer,Humein Pyar Na Karna Aaya
Usne Manga Bhi to humse Judai Mangi
Aur Ek Hum Thay K Inkaar Na Karna Aaya
*****************
Give laugh to all but smile to one,
Give cheeks to all but lips to one,
Give love to all but Heart to one,
Let everybody love you
But you love one.
*****************
I have a heart and that is true,
But now it has gone from me to you,
So care for it just like I do,
Cause I have no heart and you have two.
*****************
Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera
Izhaar e mohabaat karne to bahot baar socha maine
Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera.
*****************
Meri zindgi hi mujhe azaab lage
aankh me ashkon ka sailaab lage
tere husn ka sani duniya me nahi koi
chehra tera mujhe khilta gulaab lage
kya zarurat hai tumhe parde ki
tere qesu hi sanam tera naqaab lage.
*****************
Ham aksar ye samajhte hain
Jise ham piyar karte hain
Use ham bhool jate hain
Magar aisa nahi hota
Muhabbat daimi sach ha
Muhabbat Tehar Jati Ha..
*****************
Faisla Ye To Karo Waqt-e-Safar Se Pehle
Aao Ge Shaam Se Pehle Ke Sahar Se Pehle
Husn Taqseem Kia Jaye Kidher Se Pehle
Her Taraf Se Ye Sadaa Aaee Idher Se Pehle
*****************
Kya Yeh Pyaar Ka Ehsaas Ha
Mere Dilko Ab Who Laga Raha Khaas Ha
Gunjti Hai Har Pal Uski Aawaz Mere Kaano Me
Uski Boli Me Hi Kuch Aisi Mithaas Ha
*****************
Ye mere waste ezaz bhi,in'aam bhi ha
aap k chahne walon me mera naam bhi ha
Hum se duniya me wafaon ka chalan aam hua
bewafai ka ham hi par,magar ilzaam bhi ha
*****************
Koi mera bhi to ho saath nibahane ke liye
Mujhe mange khuda se apne banane ke liye
Mere aanso meri palkon se churane ke liye
Bas wohi ho mujhe seene se lagane ke liye.
*****************
Badalna aata nahi humko mausamo ki tarah
Har ek roop main tera intezar karte hain
Na tum sameet sakogi jise qayamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.
*****************
Maine usse ek ishara kiya Usne salaam likh ke bheja.
Maine pucha tumhara naam kya hai?
Usne chand likh ke bheja.
Maine pucha tumhe kya chahiye?
Usne saara aasmaan likh ke bheja.
*****************
Woh mil jatey hain kahani bankar
Dil mein bas jatey hain nishani bankar
Jinhe hum rakhte hain apni aakhon main
Kyun nikal jatey hain woh pani bankar.
*****************
Usko Chaha Bhi To Iqrar Na Karna Aaya
Kat Gayi Umer,Humein Pyar Na Karna Aaya
Usne Manga Bhi to humse Judai Mangi
Aur Ek Hum Thay K Inkaar Na Karna Aaya
*****************
Koi na melay to kismat se gila nhi kerty
akSer log mil ker bhi mila nhi kerty
har shaakh par bahaar aati hy Zaror
par har shaakh par phool khila nhi kerty
*****************
Ikrar main shabdon ki ahmiyat nahi hoti,
Dil k jazbat ki awaz nahi hoti
Ankhen biyan kar daiti hain dil ki dastan,
Mohabbat lafzon ki mohtaj nahi hoti
*****************
0 comments:
Post a Comment