Wednesday, November 17, 2010

Hindi Text SMS 140

Bewafa Se Umid-e-wafa N Rakna
Lut Jaoge Apna Darwaza Khula Mat Rakhna
Khwaish H Agr Jannat Me Jane Ki
Maa Baap Ko Apne Se Juda Mat Rakhna

Sardiyo ki 1 Sham Me Usne Mere hath tham k kaha
Itne Garm hath Wafa ki Nishani hote h
Mujhe Ab khyal Aya ki Us WaQt Uske hath thande kyo the

Santa 1Ladki K Ghar Rishta Le Ke Gya
Ladki K Maa-Baap Bole: Humari Beti Abhi Padh Rahi Hai
Santa: Koi Baat Nahi Hum
1 Ghante Baad Aa Jayenge

Me Sheesha Hu Kah Diya Tha Zamane Se,
Wo Baaz N AayA Fir B Aazmane Se,
Main Khush Thi Uski Khushi Me,
Aur Uski Khushi Thi Mere Toot Jane Me

Doob jati H kashtiya jab ate H TUFAN
Yade reh jati H bichad jate he INSAN
Yad rakho to bahut qarib paoge
Bhul jaoge to hme dhundte reh jaoge

Tuhi bata e dil tuje samjau kese
Jise chahta he tu use nazdik lau kese
Yu to hr tamanna hr ehsas he wo
Magar us ehsas ko ye ehsas dilau kese

Do$ti ke mayne hm$e kya puchte ho,
Hum abhi in bato $e anjan hai,
$irf ek gujari$ hai k bhul na jana hame,
Kyoki apki do$ti hi hmari jaan he

Kyo Kisi Se Itna Pyar Ho Jata He
Ek Pal Ka Intzar Dushwar Ho Jata He
Apne Lagne Lagte He Paraye
Aur Ek Ajnabi Pe Aitbaar Ho Jata He....

Har Roz Unki Yadon Me Khote H,
unki Tasveer Ankhon Me Lekar Sote Ha,
Beh Na Jaye Ye Tasveer Ankho Se Isliye
Hum Ankho Se Nhi Dil Se Rote H.

Aaj He Kal Chale Jayenge
Kya Pata Yad B Ayenge Ya Nhi Ayenge
Kabhi Mile Fursat To Yad Kr Lena
Hum to Sirf Ek Hichki Se Hi Khush Ho Jayenge

Wo Muje Chahti Hai Par Apna Nai Sakti
Muje Bhulane Ka Sadma Utha Nhi Skti
Ajeeb He Uski Muhbat Ka Andaz
Khafa To Krti He Par Mana Nhi Skti

Mere DiL Ki Kahani Ye Bya Krti HE
Mohabt AshiqoKo Sirf Badnam Krti H
Is Bdnami K BAwzud Jo Mohbt KrteHE
Unhe Mrne KBad Duniya Salam Krti HE

Aap Bhul Jaoge Koi Baat Nhi
Pehle Hum Akele The Ab Koi Sath Nhi
Hum Yhi Sochege Ap Bde Log H
ApSe Dosti Krna Humari Aukat Nhi

Teacher: Bachcho, Aaj Mai Apko Bhag k Sawal Sikhaungi.
Billu: Mam Mai Bhag Ke Sawal Nahi Kar Sakta,
 Mera Dam Bhar Jata Hai.

Kyu Mushkilo Me Sath Dete He Dost Kyu Gam
Ko Bat Lete He Dost Na Rishta Khun Ka Na Riwaj
Se Bandha He Phir b Zindagi Bhar Sath Dete He Dost.

Dosti karo BSNL
vali se
pyar karo IDEA
vali se
bate karo Airtel
vali se
aankh ladao TATA
vali se
par shadi karna bina mobile vali se.

Girls College Me Strick Thi,
Ladke Bhi Unke Saath They,
Ladkiyon Ne Naara Lagaaya HAMAARI MAANGE.
Pichhe Se Awaaz Aaee SINDOOR SE BHARO.

Roz Naye ZAKHAM Na Diya Kar
Pyar KARNA Nahi AaTa To Na Kiya Kar
Ab Teri BAATON Me SACHHAI Nahi MiLTi
Ab Apni MohabaT Ki SAFAI Na Diya kar

Chand ko bheja hai pehre par
Taaro ko Saupa hai Nigraani ka
kaam
Raat ne jaari kiya hai farmaan
Saare Sweet Dreams bas Aapke
naam
Good Night

Jidhar dekho ishq k bimar baithe
h Hajaro mr gaye lakho taiyar
baithe h
Barbaad hote h sale ladkiyo k
piche
or kehte h hm berojgar baithe h

Me Apni Wafao Ki Yu Misal Deta Hu
Koi b Sawal Kre To Taal Deta Hu
Muze Aksr Unhi Logo Se Mila H Freb
Jinke Pao Ka Kanta Mai Nikal deta hu

Kuch Ehsaso K Saye Dilko Chu Jate H
Kuch Manzr Dil Me Utar Jte H
Bejan Gulshan Me B Ful Khil Jate H
Jb Zindgi Me Ap Jaise Dost Mil Jte H

Kya bataye PYAR Kaise hota h.
Kabhi qarar to kabhi beqrar hota h.
Ajib hota h us waqt
Dard-e-Dil,
Jab kisi ko Kisi ka intzar hota h.

Jo Hum Kisi K Humdard N Hote
To Hamare Seene Me Bhi Itne Dard N Hote
Hamare Ansuo se Hi to H Fizao Me Nami,
Warna Ye Mosam Itne Sard Na Hote

Apko Pane Ki Khwai$ Jine $e Jyada
Apko Khone Ka Dar Marne $e Jyada
Ap$e Bichdne Ka Dard Hr DArd $e Jyada
QK Me Apko Chahti Hu Khud $e Jyada.

Mana k mere isq me dard nahi tha
pr dil mera v bedard nhi tha
hoti thi ankho se ansuon ki brsat
pr unke lye ansu aur pani me koi frq nhi tha

Muskrati Ankho Se Afsana Likha Tha,
Shayad Apka Zindgi Me Ana Likha Tha
Takdir To Dekho Mere Anshuo Ki,
Inka B Apki Yad Me Beh Jana LikhaTha

0 comments:

Post a Comment

 
Powered by Blogger